Ad Code

Responsive Advertisement

Tanha-E-Jindgi

Hai likhne wale bahut...Hai sunne wale bahut....
Har ek ashq main chupe...Gam ke sagar bahut...Jra chum loon...
Main tere daman ki khushiyan...Teri chahat main chune...
Rasto se kante bahut...Na rukna mere waste...
Pichhe reh jo jaoun kahin...Jane kyoon hoon naraj...

---

TANHA NAHI HAI HUM,
JO TUMHARI YADON KA SAFAR MERE SAATH HAI.
KE KISI KAFEER KO KHUDA MIL JAAYE,
YE USKE MUKADARR KI BAAT HAI.
TERI YADON KO APNA MUKADARR BANANE LAGA HUN,
KE JINDAGI SE FHIR MOHABBAT SI KARNE LAGA HUN.
RAHA THA TAA UMMAR MAI KAAFEER KI TARAH,
NA JANE KYUN TRI IBBADAT SI KARNE LAGA HUN.......TERE LIYE

---

Na shikaYatein Na Gila karey
Koi Aisa shakhs Howa karey
Jo Mare liye He saja karey
Mujh He sey Baatein kiya karey
Kabhi royey jaaey woh Bey-panaah
Kabhi Bey-tahaasha udaas Ho
Kabhi royey Kabhi chupkey chupkey Babey qadam
Merey peechay Aa kar hansa karey
Meri Qurbatein, Mari chahatein
Koi yaad kare qadam qadam
Main Taveel safar Main hoon agar
Mari Waapsi ki Dua karey
Na shikaYatein Na Gila karey
Koi Aisa shakhs Howa karey

Post a Comment

0 Comments

Close Menu